Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Dil Churane Lagi

Script

Verse 1

Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya Maine Dil Tujhko De Diya Maine Dil Tujhko De Diya Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya Maine Dil Tujhko De Diya Maine Dil Tujhko De Diya

Verse 2

Woh Ishara Tera Kitna Maaoom Tha Jaayega Ab Yeh Dil Mujho Maaloom Tha Woh Ishara Tera Kitna Maaoom Tha Jaayega Ab Yeh Dil Mujho Maaloom Tha Is Umr Ne Hume Yun Kiya Bekarar Dil Ko Roka Magar Na Rooka Humse Yaar Tumne Milke Sanam Aisa Jaadoo Kiya Jab Yeh Jaadoo Chala To Sanam Kya Kiya Maine Dil Tujhko De Diya Maine Dil Tujhko De Diya

Verse 3

Hum Jo Kehte Nahin Tum Woh Samjha Karo Aur Kho Jaaye Hum Yaar Itna Karo Hum Jo Kehte Nahin Tum Woh Samjha Karo Aur Kho Jaaye Hum Yaar Itna Karo Tum Badhao Zara Pyaar Se Yeh Kadam Tum Kaise Kehne Kitna Chaahenge Hum Is Mohabbat Ne Donoko Kitna Tadpa Diya Aur Tadap Ke Sanam Kya Kiya Kya Kiya Maine Dil Tujhko De Diya Maine Dil Tujhko De Diya Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya Maine Dil Tujhko De Diya Maine Dil Tujhko De Diya