Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ik Deewana ( Theme)

Script

Verse 1

Ik Deewana Hai Ik Deewani Hai Yeh Un Dono Ki Prem Kahani Hai Dil Mein Junoon Kuch Itna Zyaada Hai Ek Dujhe Ko Bas Paane Ka Iraada Hai Pyaar Hota Hai Jisse Koyi Roke Na Use Pyaar Hota Hai Jisse Koyi Roke Na Use Saudagar

Verse 2

Zakhm Deewane Ko Itne Mile Hai Saathi Ek Saas Zindagi Ki Bhi Na Rahi Thi Baaki Phir Bhi Dekho Woh Laut Ke Aaya Hai Pyaar Ne Tere Usko Vapas Bulaya Hai Keech Laga Tera Pyaar Aaya Dehko Apna Yaar Keech Laga Tera Pyaar Aaya Dehko Apna Yaar

Verse 3

Vaada Woh Apna Nibhane Main Aaya Hoom Duniya Ke Saamne Kehna Yeh Aaya Hoon Maine Dil Tujhko Diya Haan Tune Keh Diya Ab Jeet Jaaonga Chaahe Zamaane Ko Dushman Banaoonga Haan Tune Keh Diya Ab Jeet Jaaonga Chaahe Zamaane Ko Dushman Banaoonga Dushman Zamana Hai Par Tujhko Pana Hai Dushman Zamana Hai Par Tujhko Pana Hai