Ishq Chunariya
Verse 1
Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya
Verse 2
Roothe to roothe yeh sara zamana Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Verse 3
Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya
Verse 4
Roothe to roothe yeh sara zamana Ishq chunariya odh ke dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana
Verse 5
Meri paayaliya, meri jhaajhariya Meri chunariya tum the hi sajaana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana
Verse 6
Roothe to roothe yeh sara zamana Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Verse 7
Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya
Verse 8
Jab jab dekhoon tujhko mujhko qaraar aata hai Teri hi soorat pe mujhko to pyaar aata hai
Verse 9
Shaam savere bas tera intezaar karti hoon Naam tera le le ke main to salaam karti hoon
Verse 10
Tujhe ishq apna banaana hai ab to Aakhon se kaajal churaana hai ab to Dekho wada karke bhool na jaana Ishq chunariya odh ke dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana
Verse 11
Dil ke sanam aane mein jaana teri zaroorat hai Saari duniya mein tujhse na koi khoobsoorat hai
Verse 12
Khulke saare jahaan se yeh baar baar kehna hai Teri baahon ke saaye mein ab mujhe rehna hai
Verse 13
Tu meri hai meri hamesha kahoonga Tujhe dhadkano mein chhupaake rakhoonga Pyaar kiya hai tum yeh pyaar nibhaana Ishq chunariya odh ke dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana
Verse 14
Roothe to roothe yeh sara zamana Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Verse 15
Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana
Verse 16
Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya Ishq chunariya, chunariya Ishq chunariya