Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Sajan Tumse Pyar

Script

Verse 1

Saajan tumse pyaar ki laraayi mein Saajan tumse pyaar ki laraayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Verse 2

Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein

Verse 3

Pal pal har pal teri lagan Teri ada ne le gayi man Gore gore haathon pe mehndi ka rang Us pe yeh sharmaane ka dhang Us pe yeh sharmaane ka dhang

Verse 4

Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Verse 5

Bechaini tadpaati rahi Chaandni dil dhadkaati rahi Seene pe bijli si chali Karwat leke raat dhali Karwat leke raat dhali

Verse 6

Neendiya na aayi pyaar hi laraayi mein Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein

Verse 7

Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein