Bechainiyaan
Verse 1
Bechainiyaan ab sataane lagi Har pal teri yaad aane lagi Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 2
Tanhaaiyaan gungunaane lagi Har pal teri yaad aane lagi Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 3
Jaan meri jaan le lo Yeh tumhaari hai sanam Aa ke dil pe haanth rakh do Beqeraari hai sanam Jaan meri jaan le lo Yeh tumhaari hai sanam Aa ke dil pe haanth rakh do Beqeraari hai sanam
Verse 4
Jab kaha hai jaan tumko Ab kahan hum jaayeinge Dil tumhaara hai humaara Dil mein hi bas jaayeinge Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 5
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 6
Dil deewana ho raha hai Haan tumhaare pyaar mein Bekhudi hai ek nasha hai Haan tumhaare pyaar mein Dil deewana ho raha hai Haan tumhaare pyaar mein Bekhudi hai ek nasha hai Haan tumhaare pyaar mein
Verse 7
Chaahe jitna pyaar kar lo Hum yahaan hain tum yahaan Raat par bhi hai jawaani Pyaar ka rangeen sama Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 8
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 9
Bechainiyaan ab sataane lagi
Verse 10
Har pal teri yaad aane lagi
Verse 11
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Verse 12
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina