Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Mashooqa Mashooqa (Hindi)

Script

Verse 1

Dilbar humse zara nazrein mila Jalwa dikha koi jadoo chala Jadoo chala ke mere dil ko chura Dil ko chura ke mujhe apna bana Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Verse 2

Teri nazar ka jadoo chala hai Nigahon mein meri nasha hi nasha hai Teri nazar ka jadoo chala hai Nigahon mein meri nasha hi nasha hai Tu hi bata de mujhe kya huwa hai Na mujhko pata hai na dil ko pata hai Husn mera keh raha hai Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Verse 3

Sab ke dilon mein meri tamanna Aayi hai mujh par aisi jawaani Sab ke dilon mein meri tamanna Aayi hai mujh par aisi jawaani Baahon mein bhar ke mujhe choom le tu Main hoon deewane teri deewani Jaan meri paas aaja Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Verse 4