Ai Meri Jaaniya
Verse 1
Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya
Verse 2
Mujhpe Ulfat Ne Teri Yeh Kya Jadoo Hai Kiya Tujhko Dhoondhne Chala Tha Khud Ko Paa Liya
Verse 3
Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya
Verse 4
Jiski Mujhe Thi Justajoo Haan.. Jiski Mujhe Thi Justajoo Woh Toh Har Dum Mere Paas Thi Khada Darr Pe Tere Ik Savarey.. Yeh Khwaab Leke Mere…
Verse 5
Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya
Verse 6
Jaane Mujhe Yeh Kya Ho Gaya Hmm… Jaane Mujhe Yeh Kya Ho Gaya Bus Do Ghadai Mein Hi Main Kho Gaya Tujhe Sabse Jaana Maine Maana Ke Pyar Hai Dewaana
Verse 7
Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya
Verse 8
Mujhpe Ulfat Ne Teri Yeh Kya Jadoo Hai Kiya Tujhko Dhoondhne Chala Tha Khud Ko Paa Liya