Hindi · Movie Lyrics
Aarti Kare Jai Ganeshji Ki
Script
Verse 1
(jai ganeshji ki - 2 aarti kare hum sab ganeshji ki) - 2
Verse 2
aap hai swaami dhukh harta, dukhiyon ke palankarta aap hai bhagwan sukh daata, om jai jai shri gananaatha hum sab sharan mein hai bhagwan, o shiv gan muskhak vaahan (jai ganeshji ki - 2), aarti karein hum sab ganeshji ki
Verse 3
aap to hai gauri nandan, aap to hai mann se vandan aap to hai jan sukhdaayak, kehti hai duniya gananaayak aap ki puja ghar ghar mein, kasht nivaare pal bhar mein (jai ganeshji ki - 2), aarti karein hum sab ganeshji ki - 4