Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Teri Deewani Duniya Sari

Script

Verse 1

(teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai) - 2 ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2 tumko hai kasam, ganapati bappa morya morya re baappa morya re - 4 tu aaya hai, tu aayega, agale baras bhi aana re - 2 teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2 tumko hai kasam, ganapati bappa morya morya re baappa morya re - 4 tu aaya hai, tu aayega, agale baras bhi aana re - 2 teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai

Verse 2

sabse pehle hoti puja - 2 hum to abb yeh jaane - 2 ho sabse pehle tu hi aata, (kashto ko mitaane - 2) aage bhi jab tujhe pukaare, kabhi na der lagaana re - 2 ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2 tumko hai kasam, ganapati bappa morya morya re baappa morya re - 4 (ganapati bappa)

Verse 3

tarasengi aankhe yeh hamaari terehi darshan ko - 2, terehi darshan ko karana tu swikaaar ha dil se, (iss visarjan ko - 2) galati ho jaaye hamase, usako bhul jaana re - 2 ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2 tumko hai kasam, ganapati bappa morya morya re baappa morya re - 4 (ganapati bappa) teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2 tumko hai kasam, ganapati bappa morya morya re baappa morya re - 2 (ganapati bappa) morya re baappa morya re, agale baras bhi juldi aa re - 3