Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Haye Rama (I)

Script

Verse 1

Haye Ram

Verse 2

Tune Dil Se Kyon Mujhko Pukara Tune Dil Se Kyon Mujhko Pukara Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Maine Dil Se Tujje Kyon Pukara Maine Dil Se Tujje Kyon Pukara Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Haye Ram Yeh Kya Kar Daala

Verse 3

Tu Udher Main Idher Dono Me Dil Hai Deewane Pyar Mein Tu Udher Main Idher Dono Me Dil Hai Deewane Pyar Mein Kudrat Ne Racha Khel Sara Kudrat Ne Racha Khel Sara Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Haye Ram Yeh Kya Kar Daala

Verse 4

Kuch Kaho Chup Raho Kya Karoon Aisa Ho Raha Hai Kyon Kuch Kaho Chup Raho Kya Karoon Aisa Ho Raha Hai Kyon Mujhe Mere Khayalon Ne Maara Mujhe Mere Khayalon Ne Mara Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Tune Dil Se Kyon Mujhko Pukara Tune Dil Se Kyon Mujhko Pukara Haye Ram Yeh Kya Kar Daala Haye Ram Yeh Kya Kar Daala