Bekarar
Verse 1
Bekarar - 4 times
Verse 2
Sooni sooni raahon pe hai tera hi intezaar Jali buji saanson mein ab tera hi hai khumaar Na jaane maine kya khoya, kya paaya, kuch bhi na samjhe yahan Bhula ke saari baaton ko jee aaya, phir bhi na aaye karaar Bekarar - 4 times
Verse 3
Baaton ne baaton ne hai mujhko ghera abhi Baaton ne baaton ne hai mujhko ghera abhi Tu mil jaaye yehi bas sochun main har ghadi Kyun tarsaye mujhe, aakhri hai meri ye ek adaa Bekarar - 4 times
Verse 4
Sooni sooni raahon pe hai tera hi intezaar Jali buji saanson mein ab tera hi hai khumaar Na jaane maine kya khoya, kya paaya, kuch bhi na samjhe yahan Bhula ke saari baaton ko jee aaya, phir bhi na aaye karaar Bekaraar - 12 times