Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Chupke Chupke

Script

Verse 1

(chupke chupke, rukte rukte maine dekhaa, tune dekhaa jaadoo koi chal hi gayaa) -2

Verse 2

aa haa haa haa haa haa haa haa

Verse 3

(vo halki-halki si, muNh pe laali pahle milan ki) -2 mujhe vo ab tak yaad hai, raat gulshan ki -2 o o o o chaaNdni thi, raagini thi maine dekhaa, tumne dekhaa jaadoo koi chal hi gayaa chupke chupke, rukte rukte maine dekhaa, tune dekhaa jaadoo koi chal hi gayaa

Verse 4

aa.. aa aa aa aa..

Verse 5

haa, haa haa-haa, haa, haa haa-haa

Verse 6

(ulajh ke nainoN kaa, kuchh na kahnaa chhup chhup jaanaa) -2 vo haath meraa thaam ke teraa ruk jaanaa