Ho Jaata Hai Ye Pyaar
Verse 1
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar
Verse 2
Chahat Hai Kya Kya Pata Sangdil Ko Chahat Hai Kya Kya Pata Sangdil Ko Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Ho Jaata Hai Chahat Hai Kya Kya Pata Sangdil Ko Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Ho Jaata Hai
Verse 3
Kis Mod Pe Kaun Kisko Milega Kisko Hai Iski Khabar Na Jaane Kab Kis Ki Nazron Ka Jaadoo Kar Jaaye Kis Pe Asar Ho Jaata Hai Ikraar Kiya Nahin Jaata Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata Chahat Hai Kya Kya Pata Sangdil Ko Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko
Verse 4
Bhawren Ka Gulshan Ek Gul Pe Marna Madrana Uspe Usse Pyaar Karna Kaliyon Ke Shabnam Se Milke Nikharna Geeto Ka Sargam Se Milke Sawarna Parwane Ka Shama Ke Saath Jalna Majnoo Ka Laila Se Marke Bhi Marna Kisse To Hai Beshumaar Kaha Nahin Jaata Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata Chahat Hai Kya Kya Pata Sangdil Ko Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Kiya Nahin Jaata