Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Pyaar Kiya Nahin Jaata

Script

Verse 1

Pyaar Kiya Nahin Jata

Verse 2

Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai Har Dil Mein Yeh Rehta Hai Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai Har Dil Mein Yeh Rehta Hai Kabhi Na Kabhi Na Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se Har Dil Ko Hai Ho Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata

Verse 3

Aankhon Hi Aankhon Main Baaton Hi Baaton Mein Dil Jab Kho Jaaye Bechaini Badh Jaaye Kuch Kaha Na Jaaye Hota Jaye Haye Dil Deewana Deewana Dhak Dhak Karta Hai Dil Har Dam Aahen Bharta Hai Kaise Kya Kahon Darr Sa Lagtha Hai Madhoshi Ke Aalam Dil Pe Chhaya Rehta Hai Jaane Dil Kahan Dooba Rehta Hai Kaise Jaatein Kaise Jaatein Dilon Ke Jazbaat Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai Har Dil Mein Yeh Rehta Hai Kabhi Na Kabhi Na Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se Har Dil Ko Hai Ho Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata

Verse 4

Mithi Si Ek Chuban Jagi Si Ek Kakar Sasaon Ko Chu Jaaye Jaane Kya Ho Jaaye Chori Chori Koyi Dil Churaye Churaye Chaahat Badhti Jaaye Badhti Jaaye Intezaar Milne Ke Liye Dil Ho Bekaraar Maano Ya Na Maano Aisa Hota Hai Yeh Pyaar Thodi Bekarari Thoda Deta Hai Karar Jaano Na Jaano Jaano Na Jaano Yeh Kaisa Ehsaas Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai Har Dil Mein Yeh Rehta Hai Kabhi Na Kabhi Na Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se Har Dil Ko Hai Ho Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata Pyaar Kiya Nahin Jata