Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Yeh Vada Karo

Script

Verse 1

Ye Vaadaa Karo Chaa.Nd Ke Saamane Bhulaa To Na Doge Mere Pyaar Ko Mere Haath Me.N Haath De Do Zaraa Sahaaraa Milegaa Mere Pyaar Ko

Verse 2

Ye Chandaa Ye Taare To Chhup Jaaye.Nge Magar Merii Nazaro.N Se Chhupanaa Na Tum Badal Jaaye Duniyaa Na Badale.Nge Ham Nibhaanaa Hii Hogaa Is Iqaraar Ko Ye Vaadaa Karo Chaa.Nd Ke Saamane ...

Verse 3

Bahaaro.N Ke Saaye Me.N Aa Jhuum Le.N Bhulaa De.N Zamaane Ke Gam Aaj To Zamaane Ke Gam Se Hame.N Kaam Kyaa Hame.N Tum Mile Aur Kyaa Chaahiye Ki Ham Chho.D Baithe Hai.N Sa.Nsaar Ko Ye Vaadaa Karo Chaa.Nd Ke Saamane ...

From this Album

1