Aankh Milate Darr Lagta
Verse 1
--FEMALE-- Oh oh oh oh, oh oh oh, aa aa aa
Verse 2
--MALE-- Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye Kab se sambhaala dil ko maine Dil yeh kahin na kho jaaye O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4 Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye (Ishq buri hai cheez, maine maana Par nahin maane yeh dil deewaana) - 2
Verse 3
--FEMALE-- Dard mile chaahat mein, maine jaana Hai bada mushkil dil ko samjhaana
Verse 4
--MALE-- Yeh pyaar kahan kab hota hai Jab hona ho tab hota hai Yeh koi na jaane, haaye
Verse 5
--FEMALE-- Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye Kab se sambhaala dil ko maine Dil yeh kahin na kho jaaye O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4 (Aashiqon ko neend nahin aaye Har ghadi dilbar ki yaad sataaye) - 2
Verse 6
--MALE-- Pyaar mein doori na sahi jaaye Beqaraari reh rehke tadpaaye
Verse 7
--FEMALE-- Yeh rog jisse lag jaata hai Voh jeeta na mar paata hai Dil kehna na maane, haaye
Verse 8
--MALE-- Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye
Verse 9
--FEMALE-- Kab se sambhaala dil ko maine Dil yeh kahin na kho jaaye O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 2
Verse 10
--MALE-- O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 2