Tune Mujhe Pehchana Nahin
Verse 1
Tune Mujhe Pehchaana Nahin Jaana Main Koyi Anjaana Nahi Aashiq Hoon Main Tere Naam Ka Deewana Hoon Main Deewana Nahin Tune Mujhe Pehchaana Nahin Jaana Main Koyi Anjaana Nahi Aashiq Hoon Main Tere Naam Ka Deewana Hoon Main Deewana Nahin
Verse 2
Naam Batake Tu Kehti Hai Tu Woh Nahi Koi Aur Hai Tune Di Thi Yeh Anguthi Yeh Kehti Hai Tu Hai Joothi
Verse 3
Kaata Na Tha Joh Nikal Gaya Kaagaz Na Tha Jo Kho Gaya Likha Hai Dil Pe Yeh Tere Tu Hai Meri Main Hoon Tera
Verse 4
Tune Mujhe Pehchaana Nahin Jaana Main Koyi Anjaana Nahi Aashiq Hoon Main Tere Naam Ka Deewana Hoon Main Deewana Nahin