Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Channa Ve Channa

Script

Verse 1

aawaara manjar, dil aashiqaana pehlu mein dilbar aalam suhaana deewaaro se abb chhutke chaahu tujhe main tutke channa ve channa, channa ve channa.........

Verse 2

(aa main bichhaadu khushbu badan ki trishna mita du tere deewaane pan ki) - 2 aahon mein hai thandi agan bass mein nahi mann ki lagan channa ve channa, channa ve channa.........

Verse 3

dil tenu dita tenu ?? maange jindagi de saare armaan bhi da mmange

Verse 4

(betaabiyaan hai sargarmiyaan hai khaamoshiyon mein bhi toh sarghoshiyaan hai) - 2 paagal kiya ehsaas ne mar jaaye na iss pyaas mein channa ve channa, channa ve channa......... soniye.... channa ve channa, channa ve channa.........