Dil Ne Ye Na Jaana
Verse 1
teri ummid, teri baatein woh lamha lamha katati tere naam se raatein
Verse 2
dard se yuun mulaakaat hogi - 2 dil ne ye na jaana nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
Verse 3
teri yaadon ke ghane saayein ye kaise manjar par mujhko hain lekar aayein is tarah ashq ki barsaat hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
Verse 4
teri ummid, teri baatein woh lamha lamha katati tere naam se raatein is tarah bechaingi mere saath hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) dard se yuun mulaakaat hogi - 2 dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) na jaana - 4