Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Mehfil Mein Bar Bar

Script

Verse 1

--FEMALE-- La la la la, la la la la la la la - 2

Verse 2

--MALE-- Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

Verse 3

--FEMALE-- Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Haan, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

Verse 4

--MALE-- Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha Yeh mausam aaya hai dilbar kitne saal mein Mera dil khoya hai tere hi khayaal mein

Verse 5

--FEMALE-- Na to mera dosh hai, na tera qusoor hai Mujhpe jo chhaaya hai tera yeh suroor hai

Verse 6

--MALE-- Aa ha, la la la la, mm hm hm hm Aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi Hey, aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi

Verse 7

--FEMALE-- Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon Soldier soldier, meethi baatein bolkar Dil tu chura le gaya

Verse 8

--MALE-- Soldier soldier, meethi baatein bolkar Dil tera uda le gaya

Verse 9

--FEMALE-- Tanhaai kehti hai, kuch bhi na kehna hai Baahon mein sona hai, palkon mein rehna hai

Verse 10

--MALE-- Saanson ko baandha hai saanson ki dor se Tode na tootegi duniya ke zor se

Verse 11

--FEMALE-- La la, la la la la, la la la la Daaman mein tootke main to bikhar gayi Haan, daaman mein tootke main to bikhar gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

Verse 12

--MALE-- Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi

Verse 13

--FEMALE-- Hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi

Verse 14

--MALE-- Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi

Verse 15

--FEMALE-- Main kya karoon

Verse 16

--MALE-- Dil kya kare

Verse 17

--FEMALE-- Main kya karoon