Suno Raaton Mein
Verse 1
suno raaton mein kya tumhe neend aati hain - 2 judaai meri kya tumhe tadpati hain badalta hu karwat seetarein geenta hu - 2 tabiyat bin tere bahut ghabrati hain suno raaton mein kya tumhein neend aati hain judaai meri kya tumhe tadpati hain
Verse 2
meri in aankho mein tera he chehra hain - 2 zamane ki rasmo ka hampe kyon pehra hain yeh paagal duniya kyon hamein tarsaati hain - 2 tabiyat bin tere bahut ghabrati hain suno raaton mein kya tumhein neend aati hain judaai meri kya tumhe tadpati hain
Verse 3
main teri aankho mein kahi kho jaun na - 2 deewani deewani main kahi ho jaun na nazar ko tu hi tu nazar ab aati hain - 2 tabiyat bin tere bahut ghabrati hain suno raateon mein kya tumhein neend aati hain judaai meri kya tumhe tadpati hain