Bombay Bombay Tararam Pam
Verse 1
Wohi nayi subah, par roshni wohi zaroor hai Soti jab duniya, yahan jaagne ka dastoor hai Yahan chalta nahi hai koi, bas baagh rahe hain saare Aur jo ruk gaya uska jeena fizool hai
Verse 2
Aye hawa aane de chal, thoka
Verse 3
Sapne leke aate hai yahan saare Kismat phooti, duniya looti haare Kabhi, ratton pe ye bitha de Kabhi, tujhe ye raam de Bombay bombay tararam pam Bombay bombay city never sleeps Bombay bombay tararam pam Bombay bombay city never sleeps Bombay bombay tararam pam Bombay bombay badhi hi ajeeb Bombay bombay tararam pam
Verse 4
Local ki patri, dhadkan iski Chai ki kapdi, mehfil iski Raunak ki dekhon yahan pharmaar hai Lamhon mein yahan, saalon ki raftaar hai
Verse 5
Har kone ke chehre hai yahan baare Masti rang raliyon ke hai ye maare Yahan hawa mein hi nasha hai Yahan nashili raahein Bombay bombay tararam pam Bombay bombay city never sleeps Bombay bombay tararam pam Bombay bombay city never sleeps Bombay bombay tararam pam Bombay bombay badhi hi ajeeb Bombay bombay tararam pam
Verse 6
Doon chai paani, doon chai paani ..
Verse 7
Saala ye shehar bhi ajeeb hai Jannat se door par mannat ke kareeb hai Maangta mehnat aur chalta, sirf naseeb hai Building to sab bahut solid hai yahan Par rishton mein woh baat kahan Aaj idhar kal udhar Kisko maaloom kal guzri raat kahan Koi apna nahi, koi saga nahi Aisa kaun hai yahan, jisko mili saza nahi Bhook se nahi hai maara maari Par khudgarzi aur laachaari Pehle kaun aagey jaaye Teri ya meri gaadi Mumbai, mumbai