Mohabbat Ho Na Jaye
Verse 1
--MALE-- Tu kya mil gayi yeh samaa rangeen ho gaya Sehra mein jaise khil gaya ho gul naya Ae meri jaane jaan, hai tujhe kya pataa Tere husn ka mujhpe nasha chhaa gaya Mujhpe nasha chhaa gaya - 2 (Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye) - 2
Verse 2
--FEMALE-- Haan, ho
Verse 3
Aaj kal kya bataaoon, madhosh ho gayi hoon Mehsoos ho raha hai, main kahin kho gayi hoon
Verse 4
--MALE-- Khoya mera bhi dil hai, bechain yeh dhadkan hai Kya yehi hai mohabbat, kaisa deewanapan hai
Verse 5
--FEMALE-- Ae mere jaane jaan, hai tujhe kya pataa Haal mere bhi dil ka hai kuch aap sa Dil ka hai kuch aap sa - 2 Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye
Verse 6
--MALE-- Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye
Verse 7
--FEMALE-- Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye
Verse 8
--MALE-- Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye
Verse 9
--FEMALE-- Tune jo chhoo liya to khil gayi dil ki kaliyaan Teri aankhon mein mujhko mil gayi meri duniya
Verse 10
--MALE-- Yun to laakhon haseen hai, tujhsa koi nahin hai Jiski khwaaish thi mujhko, jaane jaan tu vohi hai
Verse 11
--FEMALE-- Ae mere jaane jaan, sun tera shukriya Mil gaya tere dil mein mujhe aashiyaan Dil mein mujhe aashiyaan - 2
Verse 12
--MALE-- Ae meri jaane jaan, aa gale se lagaa Daake mil jaaye mujhko zameen aasmaan Mujhko zameen aasmaan - 2 Mohabbat, mohabbat, mohabbat
Verse 13
--FEMALE-- Qayaamat, qayaamat, qayaamat
Verse 14
--CHORUS-- Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye
Verse 15
--FEMALE-- Tu kya mil gaya yeh samaa rangeen ho gaya Sehra mein jaise khil gaya ho gul naya Ae mere jaane jaan, hai tujhe kya pataa Tere ishq ka mujhpe nasha chhaa gaya Mujhpe nasha chhaa gaya - 2
Verse 16
--MALE-- (Hey eh eh eh) Mohabbat, mohabbat
Verse 17
--FEMALE-- Qayaamat, qayaamat
Verse 18
--BOTH-- Mohabbat, mohabbat Qayaamat, qayaamat
Verse 19
--CHORUS-- Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye
Verse 20
--BOTH-- (Hey hey hey hey eh eh eh eh hey hey hey Aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah) - 2