Yeh Hai Style
Verse 1
--MALE 1-- Yeh hai style, yeh hai style
Verse 2
--MALE 2-- Life hai kya ek style
Verse 3
--MALE 1-- Style hai style, sab kuch style
Verse 4
--MALE 2-- Life hai kya ek style
Verse 5
--MALE 1-- Chaal mein meri gazab ka style hai
Verse 6
--MALE 2-- Baalon ka bhi kya ajab sa style hai
Verse 7
--MALE 1-- Lab pe jo smile hai, yeh mera style hai Ya ya ya, hey
Verse 8
--MALE 2-- Yeh hai style, yeh hai style
Verse 9
--MALE 1-- Life hai kya ek style
Verse 10
Speed mein bike hai, kya style hai
Verse 11
--MALE 2-- Kaala yeh chashma, haath mein mobile hai
Verse 12
--MALE 1-- Aankh maarke phir seeti bajaana
Verse 13
--MALE 2-- Style se tu jaani ladki pataana
Verse 14
--MALE 1-- Yehi to, oh brother, style ke khel hai Style se tu khaa le yaara, bombay bhel hai
Verse 15
--MALE 2-- Ya ya ya, yeah
Verse 16
--MALE 1-- Yeh hai style, yeh hai style
Verse 17
--MALE 2-- Life hai kya ek style
Verse 18
Moti ko pasand dekho mini frock hai
Verse 19
--MALE 1-- Patli ka yeh parallel, hai, kya joke hai
Verse 20
--MALE 2-- Maathe ki laton ko yeh adaa se hataana
Verse 21
--MALE 1-- Chooma dene ki style mein lipstick lagaana
Verse 22
--MALE 2-- Seene se yeh lipti rahe, kya file hai Batak ke jaise chalne ka yeh kya style hai
Verse 23
--MALE 1-- Ya ya ya, hey
Verse 24
--MALE 2-- Yeh hai style, yeh hai style
Verse 25
--MALE 1-- Life hai kya ek style
Verse 26
Cool cool cool, baby, let it be cool
Verse 27
--MALE 2-- This is my style, buddy, I wanna rule
Verse 28
--MALE 1-- Marti hai ladkiyaan mere pe pyaar se, hey, hey, hey
Verse 29
--MALE 2-- Lena na dushmani tu mere yaar se
Verse 30
--MALE 1-- Yeh meri muscle se dekh side pose se Das ke log ka mukka hai yeh, dekh close se
Verse 31
--MALE 2-- Ya ya ya, yeah
Verse 32
--MALE 1-- Yeh hai style, yeh hai style
Verse 33
--MALE 2-- Life hai kya ek style
Verse 34
--MALE 1-- Chaal mein meri gazab ka style hai
Verse 35
--MALE 2-- Baalon ka bhi kya ajab sa style hai
Verse 36
--BOTH-- Lab pe jo smile hai, yeh mera style hai Style hai, yeah Yeh hai style, yeh hai style Life hai kya ek style Style hai style, sab kuch style Life hai kya ek style