Tere Shehr Ka Kya Hai Naam
Verse 1
(u: tere shahar kaa kyaa hai naam a: jannat hai jannat hai u: sab logoN kaa yahaaN kyaa hai kaam a: mohabbat hai mohabbat hai u: kar looN main tujhko salaam a: ijaazat hai ijaazat hai) -2 u: tere shahar kaa kyaa hai naam a: jannat hai jannat hai
Verse 2
u: jannat mein pariyaaN bhi hoti hain a: hoti hain u: KhushiyaaN hi KhushiyaaN bhi hoti hain a: hoti hain u: vo saari batiyaaN bhi hoti hain a: hoti hain u: sach ho jaate hain sapne tamaam a: kisaat hai kismat hai u: sab logoN kaa yahaaN kyaa hai kaam a: mohabbat hai mohabbat hai u: kar looN main tujhko salaam a: ijaazat hai ijaazat hai u: tere shahar kaa kyaa hai naam a: jannat hai jannat hai
Verse 3
u: main bhi yahaaN pe rah jaaooN a: rah jaao u: kahna hai jo vo kah jaaooN a: kah jaao u: masti ki mauj mein bah jaaooN a: bah jaao u: baahen tumhaari looN main thaam a: himmat hai himmat hai u: sab logoN kaa yahaaN kyaa hai kaam a: mohabbat hai mohabbat hai u: kar looN main tujhko salaam a: ijaazat hai ijaazat hai u: tere shahar kaa kyaa hai naam a: jannat hai jannat hai
Verse 4
u: teraa meraa kabhi hogaa milan a: shaayad kabhi u: kyaa main banooNgaa teraa sajan a: shaayad kabhi u: jaagegi kabhi tere man mein lagan a: shaayad kabhi u: likhaa hai har dil pe dilbar kaa naam a: kahaavat hai kahaavat hai u: sab logoN kaa yahaaN kyaa hai kaam a: mohabbat hai mohabbat hai u: kar looN main tujhko salaam a: ijaazat hai ijaazat hai u: tere shahar kaa kyaa hai naam a: jannat hai jannat hai chorus: la la la la la.. a: jannat hai jannat hai.. a: mohabbat hai mohabbat hai la la la, la la la o ho ho, o ho ho jannat hai, mohabbat hai