Tum Bhi Na Mano
Verse 1
h: (tum bhi na maano main bhi na maanooN) -2 par tum bhi jaano par main bhi jaanooN (hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe) -2 a: (tum bhi na maano main bhi na maanooN) -2 par tum bhi jaano par main bhi jaanooN (hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe) -2
Verse 2
h: aaNkhen bhi jaise dil ki zabaaN hai, sab kuchh sunaati, KhaamoshiyaaN hai a: aaNkhen bhi jaise dil ki zabaaN hai, sab kuchh sunaati, KhaamoshiyaaN hai h: ham paas aayen yaa door jaayen, baaNdhe hai koi bandhan hamen a: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe h: tum bhi na maano main bhi na maanooN par tum bhi jaano par main bhi jaanooN hai pyaar tumhen, hai pyaar mujhe a: hai pyaar tumhen, hai pyaar mujhe
Verse 3
a: ek pal jo tumne jo chhoo liyaa hai, kuchh bhi na kahke sab kah diyaa hai h: ek pal jo tumne jo chhoo liyaa hai, kuchh bhi na kahke sab kah diyaa hai a: saaNsoN ki uljhan seene ki dhaDakan, rakhti kahaaN hai kuchh raaz dil mein h: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe a: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
Verse 4
h: dil ki kahaani jo ankahii hai, saari fizaa mein gooNji hui hai a: ddil ki kahaani jo ankahii hai, saari fizaa mein gooNji hui hai h: saari havayen saari dishaayen both: yahi sunaaye yahi sunaaye hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe h: tum bhi na maano.., main bhi na maanoN.. a: tum bhi na maano main bhi na maanooN both: par tum bhi jaano par main bhi jaanooN hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe h: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe a: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe both: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe