Abhi Toh Main Jawan Hoon
Verse 1
husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2 mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon abhi toh main - 2 jawaan hoon abhi toh main jawaan hoon - 2 abhi toh main - 2 jawaan hoon
Verse 2
husn ki jo dhoop hai shiri sa mera roop hai - 2 ??? ki tez dhaar hoon ??? laila ke dil ki baat hoon main heer ki zabaan hoon abhi toh main - 2 jawaan hoon abhi toh main jawaan hoon - 2 abhi toh main - 2 jawaan hoon
Verse 3
main jaam hoon bhara huaan main labon ki pyaas hoon - 2 nazar jhuka ke dekh lo main dil ke aas paas hoon main aashiqon ki aarzoo main ishq ka bayaam hoon abhi toh main - 2 jawaan hoon abhi toh main jawaan hoon - 2 abhi toh main - 2 jawaan hoon
Verse 4
husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2 mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon abhi toh main - 2 jawaan hoon abhi toh main jawaan hoon - 2 abhi toh main - 2 jawaan hoon abhi toh main jawaan hoon - 2