Pyar Hamko Hone Laga
Verse 1
--MALE-- Mm, jab se tum aaye nazar mein Khoya khoya rehta hai dil Dhadkanon se aaj yeh kya Chupke chupke kehta hai dil Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga
Verse 2
--FEMALE-- Log jo kehne lage hain Un baaton mein uljha hai dil
Verse 3
--MALE-- Kya haqeeqat hai apni Kya tumhe bataayenge O, kya haqeeqat hai apni Kya tumhe bataayenge Kaun hain hum aakhir yeh Kab talak chhupaayenge
Verse 4
--FEMALE-- Tum chhupaao laakh humse Phir bhi sab kuch humne jaana Har zubaan pe aayega kal Hum dono ka yeh afsaana
Verse 5
--MALE-- Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga