Zoom Boombura
Verse 1
--CHORUS-- Zoom boombura, zoom boombura
Verse 2
--MALE-- Is dil ne sapne kya kya sajaaye - 2 In sapnon ka kya karoon
Verse 3
--CHORUS-- Zoom boombura, zoom boombura
Verse 4
--MALE-- Is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon (Na to mujhe pataa hai yeh na dil ko hai khabar Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar) - 2 Is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon
Verse 5
--CHORUS-- Zoom boombura, zoom boombura
Verse 6
Zoom boombura, zoom boombura
Verse 7
--MALE-- Seene mein yeh dard-e-dil dabaana hai mushkil Ab apni mohabbat ko chhupaana hai mushkil Main deewana to nahin Phir bhi mujhko hai yakeen Deewana voh karegi mujhe
Verse 8
--CHORUS-- Zoom boombura, zoom boombura
Verse 9
--MALE-- Is dil ne sapne kya kya sajaaye Hey, is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon
Verse 10
--CHORUS-- Zoom boombura, zoom boombura
Verse 11
--MALE-- Uski hi tamanna mein machalta hai yeh dil Dekhoon na main jab usko to jalta hai yeh dil Mere dil ki yeh lagi voh samajhti hi nahin Har pal main sochta hi rahoon Hey, is dil ne sapne kya kya sajaaye Is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon (Na to mujhe pataa hai yeh na dil ko hai khabar Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar) - 2