Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Jab Tak Tum Saamne Rahoge

Script

Verse 1

Sanu: hey hey hey hey, huN huN huN, aa haa haa haa -2

Verse 2

Sanu: jab tak tum saamne rahoge, ye dil bhi dhaDaktaa rahegaa -2 tere jaane ke baad teri aayegi yaad aur yaadoN mein ye dil taDaptaa rahegaa Anu: jab tak tum saamne rahoge, ye dil bhi dhaDaktaa rahegaa -2

Verse 3

Chorus: aa aa aa aa....

Verse 4

Sanu: jab diyaa hamne dil, jab kiyaa tumse pyaar is mulaaqaat kaa dil ko thaa intezaar Chorus: aa aa aa.... Sanu: jab diyaa hamne dil, jab kiyaa tumse pyaar is mulaaqaat kaa dil ko thaa intezaar Anu: aaj tum mil gaye, ham kyuN aaNhein bharein aao aao sanam dil kii baatein karein Sanu: jab tak tum kuchh na kahoge, ye dil bhi tarastaa rahegaa Anu: tere jaane ke baad teri aayegi yaad aur yaadoN mein ye dil taDaptaa rahegaa Sanu: haaN jab tak tum saamne rahoge, ye dil bhi dhaDaktaa rahegaa

Verse 5

Chorus: aa aa aa aa....

Verse 6

Anu: din guzar jaane do, shaam Dhal jaane do jaao na tum kahin, raat bhi aane do o.. din guzar jaane do, shaam Dhal jaane do jaao na tum kahin, raat bhi aane do Sanu: apne pahloo mein tum hamko so jaane do pyaar ki intehaa aaj ho jaane do Anu: jab tak tum pyaar na karoge, ye dil bhi machaltaa rahegaa Sanu: jab tak tum saamne rahoge, ye dil bhi dhaDaktaa rahegaa -2 tere jaane ke baad teri aayegi yaad aur yaadoN mein ye dil taDaptaa rahegaa Anu: jab tak tum saamne rahoge, ye dil bhi dhaDaktaa rahegaa Chorus: aa aa aa.... Anu, Cho: aa aa aa.... huN huN huN Chorus: aa aa aa...., aa aa aa.... aa aa aa....