Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Kal Hum Jis Se

Script

Verse 1

Chorus: aa aa aa aa...

Verse 2

Sanu: kal ham jis se mile the, usne hi dil ko churaayaa dil ki dhaDkanoN ne aaj ye hamko bataayaa Anu: haaN, kal ham jis se mile the, usne hi dil ko churaayaa dil ki dhaDkanoN ne aaj ye hamko bataayaa haaN aaj ye hamko bataayaa

Verse 3

Chorus: aa aa aa...

Verse 4

Sanu: ho, kuchh to deevaanaa kiyaa aapne, kuchh aapki saadgi ne ho, kaise kahein ham ye kyaa de diyaa, hamko to deevaangi ne Anu: na jaane kyuN aaj kahtaa hai man, ( achchha nahin itnaa deevaanaapan ) -2 Sanu: tumne to ek bebasi ko bas yaar haNske chhupaayaa dil ki dhaDkanoN ne aaj ye hamko bataayaa Anu: ho, kal ham jis se mile the, usne hi dil ko churaayaa dil ki dhaDkanoN ne aaj ye hamko bataayaa haaN aaj ye hamko bataayaa

Verse 5

Anu: Dar lag rahaa ab nigaahoN se bhi, dil mein chhupaa lo zaraa tum kuchh bhi samajh mein nahin aa rahaa, hamko saNbhaalo zaraa tum Sanu: aise na sahmo na aise Daro, ( thoDaa yaqin pyaar pe to karo ) -2 Anu: o.. ab pyaar ke raastoN pe phir se ye dil lauT aayaa dil ki dhaDkanoN ne aaj ye hamko bataayaa *Sanu Sings while anu does aa in back* Sanu: kal ham jis se mile the, usne hi dil ko churaayaa dil ki dhaDkanoN ne aaj ye hamko bataayaa Anu: aa....

Verse 6

Chorus: aa aa aa aa..