Rahiman Ishq Ka Dhaga Re
Verse 1
Rahiman ishq ka dhaga re Kab hoomat chatkana re, kab hoomat chatkana re Chatak jaaye judna mushkil Judey gaanth par jaana re, judey gaanth par jaana re Rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re tana dina dina ...
Verse 2
Khade sab ishq ke hain baare, raja rang sabi haare Ishq ki bhool bhulayi mein atak rahe aalim hai saare Koi kahe ishq samandar hai, koi kahe behad sundar hai Koi kahe dil ke baahar hai, koi kahe dil ke andar hai Jo tera wahi sikandar hai, doob ke humne jaana re Doob ke humne jaana re, doob ke humne jaana re Rahiman ishq ka dhaga re Kab hoomat chatkana re, kab hoomat chatkana re Chatak jaaye judna mushkil Judey gaanth par jaana re, judey gaanth par jaana re Rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re tana dina dina ...
Verse 3
Ishq fitrat se pakkad hai, ishq mein hadbad gadbad hai Ishq ghar sehar ko bhoole hai, ishq to maha bulakkad hai Ishq ka chaand sa hai mukhda, ishq kaleja ka tukda Ishq to saanson ki dori, ishq to dil ka hai dukhda Ishq se judaa na hona re, ishq ko na thukrana re Ishq ko na thukrana re, ishq ko na thukrana re Hoo rahiman ishq ka dhaga re Kab hoomat chatkana re, kab hoomat chatkana re Chatak jaaye judna mushkil Judey gaanth par jaana re, judey gaanth par jaana re Ooo rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re tana dina dina ...