Skip to content
Telugu · Movie Lyrics

Ye Mera Jaha

Script

Verse 1

yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan

Verse 2

itihaaski shuruvaat aagse huyi aag shakti hai aag zindagi hai tum sab me ek chingaari hai jise kOyi bhujaa nahi sakta jo buraayi paas aayEgi jal jaayEgi jo paap kareeb aayEgaa jal jaayEga tum sab shole ho mashaalleh ho jalte raho jalte raho jalte raho

Verse 3

yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan

Verse 4

itihaasko badlaa pahiyaa ne pahiya ghoomtaa hai duniya aage baDti hai tumhe bhi ek din itihaas badalnaa hai dEsh ko aage baDhaana hai tum sab aanevaale kalki saanse ho tum sab aanevaale kalki dhaDkan ho tum ruk nahi sakte tham nahi sakte chalte raho chalte raho chalte raho

Verse 5