Ankahee2
Verse 1
aankhon mein anjaane rehte manzar kai seene mein chubhti hain koi bebasi nai yaadon mein basi kuchh baaten ankahee unn baaton mein kahi khoyi hain zindagi ho ho ho ho aankhon mein anjaane rehte manzar kai seene mein chubhti hain koi bebasi nai
Verse 2
dil bhoole nahi kyon beete pal koi yahaan kare bhi toh kya toote hain armaan sapane bhi kaise inhe sanwaaru main yaadon mein saji kuchh baaten ankahee inn baaton mein kahi khoi hyain zindagi ho ho ho ho aankhon mein anjaane rehte manzar kai seene mein chubhti hain koi bebasi nai
Verse 3
kya zindagi hain poocho na leti sada naye intehaan yeh ishq bhi hain ek sajaa kaise tujhe bataaun main oh ho yaadon mein saji kuchh baaten ankahee inn baaton mein kahi khoi hyain zindagi ho ho ho ho aankhon mein anjaane rehte manzar kai seene mein chubhti hain koi bebasi nai