Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ek Pal Ke Liye2

Script

Verse 1

ek pal ke liye hi sahi ghadiya hamko mili makhmali pyar ki iss ek pal ko jee le zara lamhe yeh phir mile na mile kho jaane de sabhi duriya faasale aa dil mila le aur paas aa phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

Verse 2

chaand pehlu mein aake raat mulaayam hone lagi aaj shaayad hawa zara sa nasha hain ya hain kisiki jaadugari kaisa sitam hain paagal yeh mann hain marr jaane ko bol raha phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

Verse 3

teri saanson ki shabnami khushbu ko apani saanson se palbhar chhu le zara ek baar surmai teri inn ankhon mein jee le zara sab kuchh bhula do phir se pukaaron inn hothon se naam mera phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

Verse 4