Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Lamha

Script

Verse 1

Lamha har lamha lagta hai kyu naya Lagta hai kyu naya Dil ko mere dil ko jaane kya hoga ya Jaane kya hogaa Aisa tu nahi tha yeh sama Aisa tu nahi tha yeh sama

Verse 2

Lamha har lamha lagta hai kyu naya Lagta haikyu naya Dil ko mere dil ko jaane kya hogaya Jaane kya hogaya

Verse 3

Mai mai hoon wahi Chaal rahi hai yeh zameen Hai sab paas hai Hai magar kuch tu kami Waqt thahera sa hai Dard ghera sa hai Kaise ajnabee hai arzoo Kissiki mujhe hai yeh justjoo

Verse 4

Lamha har lamha lagta hai kyu naya Lagta hai kyu naya Dil ko mere dil ko jaane kya hogaya Jaane kya hogaya

Verse 5

Yeh khamoshiya de rahi hai kya sada Kyu chahane laga bewafa mujpe nasha Hai yeh kiski khata Kuch mujhe na pata Koi likh raha hai saath saath Mausam lag raha hai badhuma

Verse 6

Lamha har lamha lagta hai kyu naya Lagta hai kyu naya Dil ko mere dil ko jaane kya hoga ya Aisa tu nahi tha yeh sama