Hindi · Movie Lyrics
Gohar Lega Ya Laal
Script
Verse 1
gohar lega ya laal, khwaish toh lab se nikaal - 2 ho mere roop ke mele mein, ek se ek hai maal - 3
Verse 2
mann baag baag ho jaayega, tu paate paate kho jaayega - 2 ji ho jaayega hara hara, hai daal daal ras bhara bhara tapkega yaar sanbhaal ha mere roop ke mele mein, ek se ek hai maal - 3
Verse 3
ha kuchh kachcha kuchh pakka yovan, hai nimbu sa khattapan ha kuchh kachcha kuchh pakka yovan chaska leke reh jaayega, paani banke beh jaayega badlega tera haal ha mere roop ke mele mein, ek se ek hai maal - 3