Khallas
Verse 1
koi dil se gaya, mehfil se gaya koi dub gaya, saahik se gaya jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva khallaas, khallaas, khalla aa aa aa ...ss khallaas, ha khallaas....
Verse 2
(pal pal marne se achha hai ji ke dikha jivan agar zeher bhi hai, toh haskar pi ke dikha) - 2 aaj meri kal hai teri, maut se toh kabhi koi na bacha jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva khallaas, ha ha ha khallaas, woh khalla aa aa aa ...ss khallaas, khallaas....
Verse 3
(duniya ka riwaaj hai yeh, koi kare bhi toh kya aaye gaye kitane yahaan, koi raha na sada) - 2 badlega na isako koi, chalta rahega yuun kal bhi jahaan jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva khallaas, kha kha khallaas koi dil se gaya, mehfil se gaya koi dub gaya, saahik se gaya jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva khallaas, khallaas, khallaa aa aa aa ...ss khallaas, khallaas, khallaas....