Hai Rama Kya Hua
Verse 1
Haay raama yeh kyaa huaa Kyo.n aise hame.n sataanaa lage Tum itnii pyaarii hosaamne hamqaabuu me.n kaiserahe.n Jaa\'o hamko to aatii sharm hai Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n Haay raama yeh kyaa huaa Kyo.n aise hame.n sataanaa lage Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise rahe.n Jaa\'o hamko to aatii sharm hai Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n Toba merii toba yeh bhii kya sitam hai aisii zid karne laga Jaane tum ne kya kya socha aage aage ham to ab darne laga Are socha hai yeh ki raat aur din tujhe pyaar kare.nge ham Darte ho kyo.n o jaaneman mere pyaar se Haay raama yeh kyaa huaa Kyo.n aise hame.n sataanaa lage Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise - rahe.n Jaa\'o hamko to aatii sharm hai Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n Haay raama yeh kyaa huaa Kyo.n aise hame.n sataanaa lage Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise rahe.n Kaalii kaalii zulfe.n gorii gorii baa.nhe.n mujhko tadapaane lagii Ho.nth bhiige bhiige nashiilii ye aa.nkhe.n pyaas ko jagaane lagii Chhodo jii aisii baato.n ko roko na raho ko???? Ho modo na merii baaho.n jo jaane do na Haay raama yeh kyaa huaa Kyo.n aise hame.n sataanaa lage Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise rahe.n Jaa\'o hamko to aatii sharm hai Terii aisii adaa pe to fida ham hai.n Haay raama yeh kyaa huaa Kyo.n aise hame.n sataanaa lage Tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise rahe.n Jaa\'o hamko to aatii sharm hai