Yaaro Sun Lo Zara
Verse 1
Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina Gaadii ba.ngala nahii.n na sahii na sahii "bank balance" nahii.n na sahii na sahii "t.v. Video" nahii.n na sahii na sahii "suiting shirting" nahii.n na sahii na sahii In kii hamko kyo.n ho fikar Jii lo jaise mast qala.ndar Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina Gaadii ba.ngala agar ho to kya baat hai "bank balance" se ra.ngiin din raat hai "t.v. Video" agar hai to kya hai mazaa "dressing racing" se kuchh aur hii thaath hai In kii kar lo kuchh to qadar Yaaro thoda jaa\'o sudhar Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina Ham ko dekho ham hai yaara apnii marzii ke raaja Duniya bole to mazaa hai na kaho khud ko raaja Naam apun ka munna bhaa\'ii Ham kare.n voh jo dil me.n samaa\'e Are dha.ndha kiya na kiya kya fikar Kaun aaya gaya duniya me.n kya khabar Is duniya se tum jo rahe bekhabar Kahii.n duniya tumhe.n na bhulaa\'e Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina Gaadii ba.ngala nahii.n na sahii na sahii "bank balance" nahii.n na sahii na sahii "t.v. Video" nahii.n na sahii na sahii "suiting shirting" nahii.n na sahii na sahii In kii kar lo kuchh to qadar Yaaro thoda jaa\'o sudhar Kal ka kya hai kisne dekha ham to aaj me.n jiite hai.n Jin me.n himmat hai nahii.n voh aisii baate.n karte hai Is kii to tum baat na karna ham ko daadaa sab kahate hai Are shero.n ke jaisa hai apna jigar Uu.ncha hii rahaa hai apna sar Sar se zyaada uu.nchii rahe yeh nazar Aasmaan phir to sar ko jhukaa\'e Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina Gaadii ba.ngala agar ho to kya baat hai "bank balance" se ra.ngiin din raat hai "t.v. Video" agar hai to kya hai mazaa "dressing racing" se kuchh aur hii thaath hai In kii hamko kyo.n ho fikar Jii lo jaise mast qala.ndar Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina