Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Pyaar Ye Jaane Kaise

Script

Verse 1

Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai Din to guzarta hai jis ke khayaalo.n me.n Raate.n guzartii hai.n us kii yaado.n me.n Waqt milan ka aa\'e to baago.n me.n Jhuume.n bahaare.n phuulo.n ki galiyo.n me.n Bha.nvaro.n kii tolii aa\'e Kaliyo.n pe voh ma.ndaraa\'e Dar yeh khizaa.m ka bhii dil se mitaa\'e Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai Aa.nkho.n pe chhaaye.n ye sapna banke to Koii paraaya aa\'e apna banke Chalte chalte raaho.n kii dhuup me.n Saathii mil jaa\'e koii saaya banke Ma.nzil aa\'e na aa\'e Ya koii tuufaan aa\'e Dilwaalo.n ko yeh jiina sikhaa\'e Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai Pyaar yeh jaane kaisa hai Kya kahe.n yeh kuchh aisa hai Kabhii dard yeh deta hai kabhii chain yeh deta hai Kabhii gam deta hai kabhii khushii deta hai