Jab Dil Mile
Verse 1
Hey hey hey, hey hey hey hey hey - 2 Jab dil mile dilon ko kya mila - 2 Mere dil se poochh zara
Verse 2
Tere dil ne hai mere dil se kaha - 2 Hum dono ko pyaar mila
Verse 3
Jab dil mile dilon ko kya mila - 2 (Humse ab log roothe ke chaahe mane Humko parwaah nahin jo bhi baatein bane) - 2
Verse 4
Pyaar ki raah par hum rawaana hue Tez hai yeh kadam, tez hain dhadkanein
Verse 5
Dhadkan ka hai jo saara silsila - 2 Mere dil se poochh zara
Verse 6
Dhadkan ne hai yeh dhadkan se kaha - 2 Hum dono ko pyaar mila
Verse 7
Jab dil mile dilon ko kya mila - 2
Verse 8
Na na na na na na na na na na Na na na na na na na Na na na na na na na na na na Na na na na na na na, aah (Jab se hain teri baahon mein baahein meri Kitni aasaan lagti hain raahein meri) - 2
Verse 9
Kitni khoyi si hain, kitni hairaan hain Yeh nigaahein teri yeh nigaahein meri
Verse 10
Aankhon ne hai jo aankhon se kaha - 2 Mere dil se poochh zara
Verse 11
Chupke se hai nigaahon ne kaha - 2 Hum dono ko pyaar mila
Verse 12
Jab dil mile dilon ko kya mila Jab dil mile dilon ko kya mila Mere dil se poochh zara
Verse 13
Na na na na na, na na na na na La la la la la la la la la
Verse 14
Na na na na na, na na na na na La la la la la la la la la