Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Masti Masti

Script

Verse 1

Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao Masti hi masti lagta hai ke jaise hai barasti Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao

Verse 2

Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao, ho! Ab hota hai jo hone do, khoye hosh to khone do Par tum na khona aisi ghadiyaan Jaagi hui hai saari khushiyaan Saare ghamon ko sone do

Verse 3

Hey, masti hi masti dekho hai saari aankhon mein basti Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Hey, masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao Josh mein hum jo aa gaye, lagta hai hum to chhaa gaye O koi na samjhe, koi na jaane Tum bhi deewaane hai hum bhi deewaane Un manzilon ko paa gaye

Verse 4

O, masti hi masti milti hai jin manzilon mein sasti Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao

Verse 5

Masti hi, masti hi Masti hi masti lagta hai ke jaise hai barasti Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao Tum bhi gaao tum bhi gaao, tum bhi gaao tum bhi gaao - 2