Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Moree Saiyan Bhaye

Script

Verse 1

More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal Ho more saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka - 2 Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka Ab main saari nagariya ki hoon rani Main karoon chaahe jitni bhi manmaani Kaun hai, kaun hai Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, o more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka

Verse 2

(Kaam hunter ka loongi najariya se Muft saamaan loongi bajariya se) -2

Verse 3

Jo bhi chaahoon manga loongi thaane mein Kiski himmat kare der laane mein Raat din, raat din Raat din main karoongi dhamaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, o more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka

Verse 4

(Jo bhi aayega najraana laayega Phir bhi dekhoongi to kaanp jaayega) - 2

Verse 5

Mere nakhre uthaayenge saawariya Ghoomoongi leke sarkaari motariya Main lutaaoongi, main lutaaoongi Main lutaaoongi sarkaari maal, ab darr kaahe ka More saiyyan, more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka

Verse 6

Ab main saari nagariya ki hoon rani Main karoon chaahe jitni bhi manmaani Kaun hai, kaun hai Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal Ho more saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka - 2 Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka Ab main saari nagariya ki hoon rani Main karoon chaahe jitni bhi manmaani Kaun hai, kaun hai Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, o more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka

Verse 7

(Kaam hunter ka loongi najariya se Muft saamaan loongi bajariya se) -2

Verse 8

Jo bhi chaahoon manga loongi thaane mein Kiski himmat kare der laane mein Raat din, raat din Raat din main karoongi dhamaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, o more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka

Verse 9

(Jo bhi aayega najraana laayega Phir bhi dekhoongi to kaanp jaayega) - 2

Verse 10

Mere nakhre uthaayenge saawariya Ghoomoongi leke sarkaari motariya Main lutaaoongi, main lutaaoongi Main lutaaoongi sarkaari maal, ab darr kaahe ka More saiyyan, more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka

Verse 11

Ab main saari nagariya ki hoon rani Main karoon chaahe jitni bhi manmaani Kaun hai, kaun hai Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka More saiyyan, more saiyyan More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal