Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Badey Dilwala

Script

Verse 1

Ho sher ka hai saala, jigar matwaala Sher ka hai saala, jigar matwaala Ho jisne hai jaadu kar daala Tez daar se do naina Nau jawan ka kya kehna Shoor veer har dhun ka sarwala Badey dilwala Jo khole har taala Badey dilwala Ameeron ka diwala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala

Verse 2

Do agan mein, hum pagal mein Dil sambhal ke hai girta Aise bal kya, paun se bal hai Deep trouble mein dil padta Kya masoo hai, ke masal ke dil pe dil hai marr ta Chaati pe hai jiske til kaala Badey dilwala Banungi tujh bala Badey dilwala Haye dalungi varmala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala

Verse 3

Aayeo aayeo re, aayeo aayeo re ..

Verse 4

Ho sher ka hai saala, jigar matwaala Ho jisne hai jaadu kar daala Jai jawan krantikaari Dushmano pe jo hai vaari Shoor veer dharti ka rabwala Badey dilwala Tirange ko sambhala Badey dilwala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala

Verse 5

Aaya hoon main jo yahan pe Hongi khushiyan dher saari Bann ke khwaabon ki sawari Aayagi re railgaadi Mera saaya jo saath ho Darrne ki phir na baat ho Sankat bhi dhum daba ke bhaaga re bhaaga Phoolon ki jo baaraat ho Unki langot haath ho Jaise ke Robinhood ka saga Mera yeh bol bala

Verse 6

Badey dilwala Jo khole har taala Badey dilwala Ameeron ka diwala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala

Verse 7

I'm feeling freaky freaky, I'm feeling naughty naughty The way you looking at me, you got me moving my body I'm feeling freaky freaky, I'm feeling naughty naughty The way you looking at me, you got me moving my body

Verse 8

Aalam dhadkan ka badhne laga hai Fever sa jaise chadne laga hai, chadne laga hai For the first time dil jagne laga hai Khud ki feeling se darrne laga hai, darrne laga hai Haan ab toh paper mein gossip yeh chapne laga hai Ke tu hai Yusuf main hoon Madhubala, badey dilwala

Verse 9

Jaise ho talka yeh jin ho, aise wonder yeh karta Jaise kharche aasman yeh waise thunder hai karta Aise zulmi pe girega, jaise hunter hai padhta Dynamite ka jaise ho masala Badey dilwala Yeh hero hai neeraala Badey dilwala Hai haath mein jaise jaala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala

Verse 10

Re dilwala, dilwala Badey dilwala - times Ameeron ka diwala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala Re dilwala, dilwala Badey dilwala Yeh hero hai neeraala Badey dilwala Badey dilwala, dilwala Badey dil daar chaar baar maar daala Badey dilwala