Wallah Re Wallah - Remix
Verse 1
Sard chill mann ke peechay, shama mehfooz rehti hai (kya baat hai) Jal jaaye parwana, jal ke raakh ho jaaye Tohi usse mehboob kehti hai
Verse 2
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Noor-e-husn ka deedaar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wal Eid ka chaand yaar mera baar baar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Eid ke naam pe hum chaand de gaye Ishq ke naam mein badnaam ho gaye Jab kuch aur na neelaam ho saka Toh muft mein hi hum jaan de gaye (jaan de gaye) Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Noor-e-husn ka deedaar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wal Eid ka chaand yaar mera baar baar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai Adaab arz hai, adaab arz hai - 4 times
Verse 3
Noor-e-husn ka deedaar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wal Eid ka chaand yaar mera baar baar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Verse 4
Yaar ki yaad mein benoor ho gaye (o ho) Khudse khafa khuda se door ho gaye (o ho) Jab naam uska mehfil mein utha Yaar ke saath hum mashoor ho gaye
Verse 5
Yaar ke saath hai khushmesaaj aalam Dil hai kurbaan hai gulistaan aalam Yaar ke saath hai khushmesaaj aalam Dil hai kurbaan hai gulistaan aalam Laga nishab ko nadka aaj miley, aaj miley, aaj miley
Verse 6
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Main toh yaar pe kurbaan hua Wallah re wallah wallah, wallah re wal Muddaton baad yaar dil zaar zaar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai Adaab arz hai, adaab arz hai - 4 times
Verse 7
Kaatil yeh adaayein tarse, balkhayein jarse si seekhi hai dillagi (o ho) Kaafir jhuk jaaye dar pe, farmaaye mujhse tu hi hai bandgi (o ho) Har aashiq se husn ki yeh iltija kar shauk se tu kurbaan zindagi
Verse 8
Aankhein khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi Nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi Aankhein khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi Nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi Dil yaar mein, dildaar mein Hoon ishq ka izhaar main Larkeeb ko jo kaat de woh aadmi talwar mein Woh aadmi talwar mein - 3 times
Verse 9
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Noor-e-husn ka deedaar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wal Eid ka chaand yaar mera baar baar hua Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai Adaab arz hai, adaab arz hai - 4 times
Verse 10
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah - 3 times