Life Is Fun
Verse 1
Life is fun, mastiyan hai Come on guys, dil jawan hai Aao na jhoomo na yaaron ka saath hai O yaaro lehrao waha kya baat hai To gaao na ooo .. - 4 times
Verse 2
Ik hulchul hai pal pal, dil paagal ho gaye Kya soche chal chal chal, raste hain kuch naye Ik hulchul hai pal pal, dil paagal ho gaye Kya soche chal chal chal, raste hain kuch naye Ye mauka phir aisa na jaane kab mile Khushiyon ke yeh lamhe na jaane kab khile To gaao na ooo .. - 4 times
Verse 3
Ye party hungame bin kya hai zindagi Mushkil se milti hai, masti ki do gadhi Ye party hungame bin kya hai zindagi Mushkil se milti hai, masti ki do gadhi Har sapna apna hai, kal hoga apna raaj Socho na jhoomo na, jeena hume hai aaj To gaao na ooo .. - 4 times
Verse 4
Life is fun, mastiyan hai Come on guys, dil jawan hai Aao na jhoomo na yaaron ka saath hai O yaaro lehrao wah kya baat hai To gaao na ooo .. - 4 times