Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tumhare Liye

Script

Verse 1

Saanson ka hai ye bandhan, tumhare Ye mere dil ki dhadkan, tumhare Dekhe the jo bhi sapne ab ho gaye hain apne Main to bani hoon saajan tumhare liye, tumhare liye Tumhare liye haan tumhare liye Saanson ka hai ye bandhan, tumhare Ye mere dil ki dhadkan, tumhare

Verse 2

Palkon mein apni chupa lo mujhe, umarbar Nazaron se dil mein basaya tumhe, humsafar Palkon mein apni chupa lo mujhe Nazaron se dil mein basaya tumhe, basaya tumhe Halka sa ik nasha hai, mujhko bhi kuch hua hai Behka hua hai saavn tumhare liye, tumhare liye Tumhare liye haan tumhare liye

Verse 3

Hmmm chupke se kaano mein kya keh gayi, ye hawa Main ban gayi hoon tere dard-e-dil, ki dawa Chupke se kaano mein kya keh gayi Main ban gayi dard-e-dil ki dawa, dil ki dawa Yun bekhudi mein hum tum, chalte rahenge hum dum Bajti hai pyaar ki dhun tumhare liye, tumhare liye Tumhare liye haan tumhare liye

Verse 4

Saanson ka hai ye bandhan, tumhare liye Ye mere dil ki dhadkan, tumhare liye Dekhe the jo bhi sapne, ab ho gaye hain apne Main to bani hoon saajan tumhare liye, tumhare liye Tumhare liye hmmm tumhare liye