Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Raat Ka Jaadu

Script

Verse 1

Film me baby, jaadu, you scared now Raat ka jaadu, film me film me

Verse 2

Masti mein doob kar yun, jhoomne lago ge Dilbar ke kesuyon ko choomne lago ge Main hoon raah, dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu

Verse 3

Husn ki har adaa, jab kehar dhaati hai Dil fisal jaate hain, saansein thehar jaati hain Iss se tu hi na bach paayega, dil se bach ke kidar jaayega Iss se tu hi na bach paayega, dil se bach ke kidar jaayega Dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu

Verse 4

Jab guzar jaaogi, pyaar ke mod se Khud mein kho jaaogi, ye jahan chod ke Khoobsurat bala hai wafaa, iss liye to hai sab se judaa Khoobsurat bala hai wafaa, iss liye to hai sab se judaa Dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu

Verse 5