Aitbaar Nahi Karna
Verse 1
chorus: aa aa.. a: (aitbaar nahin karnaa, intazaar nahin karnaa ) -2 had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa -2 sa: ikraar nahin karnaa, jaaN nisaar nahin karnaa (had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa) -2
Verse 2
a: manzilen bichhaD gayeen, raaste bhi kho gaye aaye phir na lauT ke, jo deevaane ho gaye sa: chaahtoN ki bebasi, dooriyoN ke Gham mile beqaraariyaaN mileen, chain yaar kam mile a: beqaraar nahin karnaa, intazaar nahin karnaa (had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa) -2 chorus: aa aa aa..
Verse 3
sa: koi to vafaa kare koi to jafaa kare kisko hai pataa yahaaN kaun kyaa Khataa kare a: aisaa na ho ishq mein koi dil ko toD de beech raah mein sanam teraa saath chhoD de sa: izhaar nahin karnaa, intazaar nahin karnaa (had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa) -2 a: aitbaar nahin karnaa sa: intazaar nahin karnaa a: had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa sa: had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa chorus: aa aa aa aa aa..